Jo bhi bulaaye public ka paisa aise function me kharchne ka koi matlab nahi hai....tumko pata hai CM kisi function me jata hai to per minute kitna kharch hota hai...public ki majboori ka fayda uthane ke liye chalaya hai...aur bolte hain ki jisko Jana hai jaaye warna flight pakad lein..achcha hua jo coc ke chakkar me inka creditbaazi khatam hua