Ye Magadh ke MPs pure India ke sabse Nikamme hain. Ek dum barbaad kar diye sab. Kuchh nhi hota yahan.
Patna aur Gaya major stations hai to mil jata hai. Unke MPs ka koi role nhi hota.
Sab districts - Patna Gaya Jehanabad Nalanda Nawada Sheikhpura Luckysarai Aurangabad Arwal ka wahi haal hai.