Pehle to bina dakaar maare bhains ka chaara kha gaye,
Chara ghotala ke sare gawah jaane kahan gayab ho gaye?
Jab Nitishwa ne bhains ko khila pila ke tandurust kiya,
To aisa duha ke Bhaisnwa ke asthar-pinjar hi baaki reh gaye.
Apne...
more... RM ke samay to saal ke 300 accident karwa diye,
Ab saal ke 100 accident karne wale ki galti nikal rahe.
Aapne to saara paisa subsidy aur wahwahi batorne pe luta diya
aur ab bhains(railway) ko santulit ahaar khilane ki naara de diya!!!