Firstly railway track ko upgrade kare aur track k agal bagal wall banaya jaye uske bad
#mission raftar start kiya jaye , sabhi station ko pack kiya jaye koi bina ticket k safar nahi kar payega revenue increase hoga speed badhega crime vi kaam hoga is chiz ka kranti aana chaiye tab speed badao tab tak bahut sara train lhb ho jayega matlab 130 fit par normal train chale premium train 160/ 200 kisko bullet ki jarurat hai janab , avi to 100 km k liye 3 hour se jyada lag jata hai main line route par train ko example jasidih kiul route