SattaLolup neta inko bada bhaav dete hain, is liye yeh sab hota hai. Jo jaatiyan varshon se aarakshan ka prabal virodh karti thee, unhe yeh samajh mein aa gaya hai ki aarakshan ko humaare neta kabhi khatam nahin hone denge. Is liye ab yeh log apne liye bhi aarakshan mangne lage hain.